![]() |
| Vaaste song image |
Music Composer: Tanishk Bagchi
Music Director: Tanishk Bagchi
Music Label: Vaaste
Starring: Dhvani Bhanushali, Nikhil D'souza, Tanishk Bagchi, Arafat Mehmood
Release on: 5th April, 2019
Vaaste (Title) Song Lyrics
- Vaaste jaan bhi doon
- Main gawaa imaan bhi doon
- Kismaton ka likha mod doon
- Badle mein main tere
- Jo Khuda khud bhi de
- Jannatein, sach kahoon chhod doon
- Tumse zyada main na jaanu
- Tumse khudko main pehchaanu
- Tumko bas main apna maanu mahiya
- Tumse zyada main na jaanu
- Tumse khudko main pehchaanu
- Tumko bas main apna maanu mahiya
- Vaaste jaan bhi doon
- Main gawaa imaan bhi doon
- Qismaton ka likha mod doon
- Tere alawa koi bhi khwahish
- Nahi hai baaki dil mein
- Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
- Tujhi se jaaun mil main
- Tere alawa koi bhi khwahish
- Nahi hai baaki dil mein
- Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
- Tujhi se jaaun mil main
- Tere liye.. mera safar..
- Tere bina.. main jaaun kidhar
- Tumse zyada main na jaanu
- Tumse khudko main pehchaanu
- Tumko bas main apna maanu mahiya
- Vaaste jaan bhi doon
- Main gawaa imaan bhi doon
- Qismaton ka likha mod doon
- Badle mein main tere
- Jo Khuda khud bhi de
- Jannatein, sach kahoon chhod doon
- Tu hi savera mera
- Tu hi kinara mera
- Tu hi hai dariya mera
- Khuda ka zariya mera
- Tujhi se hota shuru ye mera kaarwan
- Tujhi pe jaake khatam
- Ye mera saara jahaan
- Vaaste jaan bhi doon
- Main gawaa imaan bhi doon
- Qismaton ka likha mod doon
- Written by:
- Arafat Mehmood
