Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Test link

Vaaste (Title) Lyrics - Vaaste (2019)






Image result for vaaste song images without copyright
Vaaste song image


Movie/album: Vaaste (2019)
Singers: Dhvani Bhanushali, Nikhil D'SouzaSong 
Lyricists: Arafat Mehmood
Music Composer: Tanishk Bagchi
Music Director: Tanishk Bagchi
Music Label: Vaaste
Starring: Dhvani Bhanushali, Nikhil D'souza, Tanishk Bagchi, Arafat Mehmood
Release on: 5th April, 2019


 Vaaste (Title) Song Lyrics

  1. Vaaste jaan bhi doon
  2. Main gawaa imaan bhi doon
  3. Kismaton ka likha mod doon

  4. Badle mein main tere
  5. Jo Khuda khud bhi de
  6. Jannatein, sach kahoon chhod doon

  7. Tumse zyada main na jaanu
  8. Tumse khudko main pehchaanu
  9. Tumko bas main apna maanu mahiya

  10. Tumse zyada main na jaanu
  11. Tumse khudko main pehchaanu
  12. Tumko bas main apna maanu mahiya

  13. Vaaste jaan bhi doon
  14. Main gawaa imaan bhi doon
  15. Qismaton ka likha mod doon

  16. Tere alawa koi bhi khwahish
  17. Nahi hai baaki dil mein
  18. Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
  19. Tujhi se jaaun mil main

  20. Tere alawa koi bhi khwahish
  21. Nahi hai baaki dil mein
  22. Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
  23. Tujhi se jaaun mil main

  24. Tere liye.. mera safar..
  25. Tere bina.. main jaaun kidhar

  26. Tumse zyada main na jaanu
  27. Tumse khudko main pehchaanu
  28. Tumko bas main apna maanu mahiya

  29. Vaaste jaan bhi doon
  30. Main gawaa imaan bhi doon
  31. Qismaton ka likha mod doon

  32. Badle mein main tere
  33. Jo Khuda khud bhi de
  34. Jannatein, sach kahoon chhod doon

  35. Tu hi savera mera
  36. Tu hi kinara mera
  37. Tu hi hai dariya mera
  38. Khuda ka zariya mera
  39. Tujhi se hota shuru ye mera kaarwan
  40. Tujhi pe jaake khatam
  41. Ye mera saara jahaan

  42. Vaaste jaan bhi doon
  43. Main gawaa imaan bhi doon
  44. Qismaton ka likha mod doon

  45. Written by: 
  46. Arafat Mehmood

إرسال تعليق

© fullsonglyrics. All rights reserved. Distributed by Pixabin